Sunday, 26 January 2014

FREE AUTOLIKER FOR PAGES ,PROFILE PICS ,STATUS 100% WORKING 2014

Get real unlimited facebook likes just by without  submitting  any Token
1. Like the page below
2. Share the page and post "Please like this funny page " or " This page is hilarious must like "


Enter your page/pic/post id:



*Having any error try sharing on other's profile or Click here





Bande hain ham uske ( Lyrics ) Movie : Dhoom 3

Aasmaan Ki Chhat Pe
Hai Apni Duniya
Khilkhilati Hai Jisme Apni Khushiyan
Chaand Ki Chhalni Liye
Taare Chunte Hain Hum
Jaadui Hai Ye Jahaan
Nahi Hai Koi Gham

Bande Hain Hum Uske
Humpe Kiska Zor
Ummedon Ke Sooraj
Nikle Chaaron Ore
Iraadein Hain Fauladi
Himmati Har Kadam
Apne Haathon Kismat Likhne
Aaj Chale Hain Hum....


Aasmaan Ki Chhat Pe
Hai Apni Duniya
Khilkhilati Hai Jisme Apni Khushiyan
Sooraj Ki Palkon Tale
Dhoop Bunte Hain Hum
Jaadui Hain Ye Jahaan
Hain Nahi Koi Gham...

Bande Hain Hum Uske
Humpe Kiska Zor
Ummedon Ke Suraj
Nikle Chaaron Ore
Iraadein Hain Fauladi
Himmati Har Kadam
Apne Haathon Kismat Likhne
Aaj Chale Hain Hum....

Monday, 20 January 2014

Drama Queen ( Lyrics ) Movie : Hasee Toh Phasee

You Know She Like To Drama
Yeah She Is Sexy Mama
And When She Dance
Every Body Goes Ooo Oo

You Know She Like To Drama
Yeah She Is Sexy Mama
And When She Dance
Every Body Goes Ooo Oo

Haan Dekho To Bholi Kitni
Utni Per Dedhi Cheez Hai
Baatein Kare Hai Kadwi Kadwi
Phir Bhi Lazeez Hai


Itarr Gulabon Wali
Botal Sharabon Wali
Total Tabahi Wala Scene Hai

Adaayen Badi Funky 
Kare Hai Nautanki
Yeh Chori Badi Drama Queen Hai

Ho Badi Badi Aankhen Hain 
Aansuon Ki Tanki
Yeh Chhori Badi Drama Queen Hai

Adaayen Badi Funky 
Kare Hai Nautanki
Yeh Chori Badi Drama Queen Hai

Ho Badi Badi Aankhen 
Hain Aansuon Ki Tanki
Yeh Chhori Badi Drama Queen Hai

Hoo Table Bacha Ke Gaun 
Chad Jaun Kursi Pe
Puri Karun Mein Manmaniya 

Chahe Samajhlo Nashe Ka Yeh Natija Hai 
Ya Pagalpan Ki Yeh Nishaniya 

Itarr Gulabon Wali
Botal Sharabon Wali
Total Tabahi Wala Scene Hai

Adaayen Badi Funky 
Kare Hai Nautanki
Yeh Chori Badi Drama Queen Hai

Ho Badi Badi Aankhen Hain 
Aansuon Ki Tanki
Yeh Chhori Badi Drama Queen Hai

Adaayen Badi Funky 
Kare Hai Nautanki
Yeh Chori Badi Drama Queen Hai

Ho Badi Badi Aankhen Hain 
Aansuon Ki Tanki
Yeh Chhori Badi Drama Queen Hai

She Like To Drama
Yeah She Is Sexy Mama
And When She Dance
Every Body Goes Ooo Oo

You Know She Like To Drama
Yeah She Is Sexy Mama
And When She Dance
Every Body Goes Ooo Oo

Naina Donaali Se Kyun 
Goli Mare Kishton Me
Kahe Na Jhatke Se Jaan Le

Moti Ki Mala Leke 
Gori Gori Japte Hain
Tu Bhi Hamara Kabhi Naam Le

Lakhon Karodon Wala 
Tann Tera Sone Jaisa
Mann Se Chokariya Tu Mean Hai

Adaayen Badi Funky
Kare Hai Nautanki
Yeh Chori Badi Drama Queen Hai
Ho Badi Badi Aankhen Hain Aansuon Ki Tanki
Yeh Chori Badi Drama Queen Hai

Adaayen Badi Funky 
Kare Hai Nautanki
Yeh Chori Badi Drama Queen Hai
Ho Badi Badi Aankhen Hain Aansuon Ki Tanki
Yeh Chori Badi Drama Queen Hai


Zehanseeb ( Lyrics ) Movie : Hasee Toh Phasee

Zehnaseeb 
Zehanaseeb
Tujhe Chahoon Betahasha 
Zehnaseeb

Mere Kareeb
Mere Habeeb
Tujhe Chahoon Betahasha 
Zehanaseeb

Tere Sang Beetein Her Lamhein
Pe Humko Naaz Hai
Tere Sang Jo Na Beetein
Uspe Aitraaz Hai
Is Kadar Hum Dono Ka 
Milna Ek Raaz Hai


Hua Ameer, Dil Gareeb
Tujhe Chahoon Betahasha 
Zehnaseeb

Zehnaseeb Zehnaseeb
Tujhe Chahoon Betahasha 
Zehnaseeb

Lena Dena Nahi Duniya Se Mera
Bas Tujhse Kaam Hai
Teri Ankhiyon Ki Sehar Mein
Yaara Sab Intazaam Hai

Khushiyon Ka Ek Tukda Mile
Ya Mile Gum Ki Khud Chale
Yaara Tere Mere Kharche Mein
Donon Ka Hi Ek Daam Hai

Hona Likha Tha Yoon Hi Jo Hua
Ya Hote Hote Abhi 

Anjaane Mein Ho Gaya
Jo Bhi Hua
Hua Ajeeb
Tujhe Chahoon Betahasha 
Zehnaseeb
Zehanaseeb Zehnaseeb

Tujhe Chahoon Betahasha 
Zehnaseeb

Hua Ameer, Dil Gareeb
Tujhe Chahoon Betahasha 
Zehnaseeb
Zehnasib Zahanaseeb

Tujhe Chahoon Betahasha
Tujhe Chahoon Betahasha
Zehanseeb

Soniye ( Lyrics ) Movie : Heartless

Ha... Ha...
Hey.....
Ha... Ha.....
Aye Khuda..
Bataa Zaraa Mujhe Kya Hua..
Pehli Baar Aise Ghumshuda Dil Mera..
Ho Gaya..
Darrbadarr.. 
Dhoondhe Usse Ab Yeh Nazar..
Main Bhi Na Jaanu Ke Kis Kadar Dil Mera..
Kho Gaya..
Jabse Hai Dekha Tujhe Yeh Armaan Sabhi Roshan Huye..
Ik Waari Aaja.. 
Tu Dil Milaa Jaa Zaraa.. Khuda Ke Liye..
Soniye...
Ab Yeh Deewana Dil Bin Tere Kaise Jiye..
Soniye... 


Saansein Bhi Chalti Hai Ab Toh Bas Tere Liye..
Soniye... (Soniye...)
Soniye... 
Soniye... 
Soniye...
Kaisi Aafat Hai Yeh Jo Chaahat Sataaye..
Din Raat Aahein Bharun..
Bin Tere Ab Toh Saansein Bhi Na Yeh Bhaaye..
Tu Bataa De Main Kya Karun..
Chaahe Jaan Lele Tu.. Dard Dede Tu..
Hum Toh Tere Huye..
Duniya Bhulaa Doon.. Khud Ko Mitaa Doon..
Main Ab Toh Tere Liye
Soniye... 
Ab Yeh Deewana Dil Bin Tere Kaise Jiye..
Soniye... 
Saansein Bhi Chalti Hai Ab Toh Bas Tere Liye..
Soniye... (Soniye...)
Soniye... 
Soniye... 
Soniye... (Soniye...)
(I Believe..
I'm In Love And I Know..
The This Is Love..)
Tumse Badhkar Na Koi Hai Iss Jahaan Mein..
Saare Aam Kehta Hoon Main..
Door Logo Se.. 
Door Duniya Jahaan Se...
Tere Dil Mein Rehta Hoon Main..
Khud Ko Main Tujh Mein Aa Kaid Kar Loon..
Nishaan Na Mera Mile..
Chaahe Aazma Le..
Apnaa Banaa Le..
Mitaa De Sabhi Faasle..
Soniye... 
Ab Yeh Deewana Dil Bin Tere Kaise Jiye..
Soniye... 
Saansein Bhi Chalti Hai Ab Toh Bas Tere Liye..
Soniye... (Soniye...)
Soniye.... 
Soniye... 
Soniye... (Soniye.....)

Mashooqana ( Lyrics ) Movie : Heartless

Jab Jab Tujhe Main Dekhoon..
Lagti Tu Jannati Hai..
Jaane Yeh Tujhse Kaisi
Nisbat Si Ho Gayi Hai� 
Aa.. Jab Jab Tujhe Main Dekhoon..
Lagti Tu Jannati Hai..
Jaane Yeh Tujhse Kaisi
Nisbat Si Ho Gayi Hai� 
Rubaroo Tere Kyun..
Aane Ka Dhoondu Bahaana..
Bakhuda Chhod Doon
Tu Jo Kahe Toh Zamaana..
Mashooqana.. 
Uff Tera Yeh Muskuraana..
Mashooqana.. 
Sharma Ke Nazrein Churaana..
Aisa Hua Tera Asar Dil Chaahe Bas Tujhko Paana..
Mashooqana.. 
Uff Tera Yeh Muskuraana..
Mashooqana.. 
Sharma Ke Nazrein Churaana...
Ooo.. Yeh..
Bol Jaati Hain Aankhein Teri Sab Bin Kahe..
Ooo..
Lafz Pa Kar Ke Tera Dil Kaise Bas Mein Rahe
Ooho.. 
Tujhse Milne Se Pehle Bethikaana Thi Main..
Ab Yeh Lagne Lagaa Hai.. 
Bewajaah Na Thi Main..
Kuch Der Toh Tujhe Dekh Loon..
Maane Agar Tu Buraa Na�
Mashooqana.. 
Uff Tera Yeh Muskuraana..
Mashooqana..
Sharma Ke Nazrein Churaana..
Mashooqaaana�..
Subaah Veeraan Tujh Bin..
Shab Adhoori Lage..
Zindagi Se Bhi Zyada
Tu Zaroori Lage..


O... Aise Mehfooz Kar Le..
Mujhko Aagosh Mein..
Umra Bhar Main Na Aaun..
Phir Kabhi Hosh Mein
Nazdeekiyaan Itni Badhaa Taaki Rahe Faaslaa Na..
Mashooqana.. 
Uff Tera Yeh Muskuraana..
Mashooqana.. 
Sharma Ke Nazrein Churaana..
Jab Jab Tujhe Main Dekhoon..
Lagti Tu Jannati Hai..
Jaane Yeh Tujhse Kaisi
Nisbat Si Ho Gayi Hai..
Rubaroo Tere Kyun..
Aane Ka Dhoondhu Bahaana..
Bakhuda Chhod Doon..
Tu Jo Kahe Toh Zamaana
Mashooqana..
Uff Tera Yeh Muskuraana..
Mashooqana..
Sharma Ke Nazrein Churaana..
Aisa Hua Tera Asar Dil Chaahe Bas Tujhko Paana..
Mashooqana.. 
Uff Tera Yeh Muskuraana..
Mashooqana.. 
Sharma Ke Nazrein Churaana...
Mashooqana�
Ariana�
Mashooqana�..

Main Dhoondne Ko Zamaane Mein ( Lyrics ) Movie : Heartless

Aaha.. Aaha.. 
Aaha.. Aa..
Main Dhoondhne Ko Zamaane Mein..
Jab Wafaa Niklaa..
Main Dhoondhne Ko Zamaane Mein..
Jab Wafaa Niklaa..
Pataa Chalaa Ke Galat Leke Main Pata Niklaa..
Pataa Chalaa Ke Galat Leke Main Pata Niklaa..
Main Dhoondhne Ko Zamaane Mein..
Jab Wafaa Niklaa...
Main Dhoondhne Ko Zamaane Mein..
Jab Wafaa Niklaa..
Aaha.. Aaha.. 
Aaha.. Aa....
Jiske Aane Se Mukammal..
Ho Gayi Thi Zindagi..


Dastakein Khushiyon Ne Di Thi..
Mit Gayi Thi Har Kami..
Kyun Bewajaah Di Yeh Sazaa..
Kyun Khwaab Deke Woh Le Gaya..
Jiyein Jo Hum.. 
Lage Sitam..
Sazaa Woh Aise Woh De Gaya..
Main Dhoondhne Ko Uske Dil Mein..
Jo Khuda Niklaa..
Main Dhoondhne Ko Uske Dil Mein..
Jo Khuda Niklaa..
Pataa Chalaa Ke Galat Leke Main Pataa Niklaa..
Pataa Chalaa Ke Galat Leke Main Pataa Niklaa..
Main Dhoondhne Ko Zamaane Mein..
Jab Wafaa Niklaa..
Main Dhoondhne Ko Zamaane Mein..
Jab Wafaa Niklaa...
Aaha.. Aaha...
Dhoondhta Tha Ek Pal Mein..
Dil Jise Yeh Sau Dafaa..
Hai Subaah Naaraaz Uss Bin..
Roothi Shyaamein..
Din Khafaa..
Woh Aayein Na Le Jaayein Na..
Haan Uski Yaadein Jo Hain Yahaan..
Na Raastaa Na Kuch Pataa..
Main Usko Dhoondhoonga Ab Kahaan..
Main Dhoondhne Jo Kabhi Jeene..
Ki Wajaah Niklaa..
Main Dhoondhne Jo Kabhi Jeene..
Ki Wajaah Niklaa..
Pataa Chalaa Ke Galat Leke Main Pataa Niklaa..
Pataa Chalaa Ke Galat Leke Main Pataa Niklaa..
Main Dhoondhne Ko Zamaane Mein..
Jab Wafaa Niklaa..
Main Dhoondhne Ko Zamaane Mein..
Jab Wafaa Niklaa.....
O... O.. Aa.. 
Ho... Ooooo.....
Hey.. Yayi Yayi Yeh...