Friday, 4 July 2014

Jumme Ki Raat ( Lyrics ) Movie : Kick


Arey Jumme Ki Raat Hain

Arey Jumme Ki Raat Hain
Chumme Ki Baat Hai
Allah Bacahaye Mujhe
Tere Vaar Se


Jumme Ki Raat Hain
Chumme Ki Baat Hain
Allah Bacahaye Mujhe
Tere Vaar Se

Jaane Kya Hona Hai
Jaane Kya Khona Hai
Teri Jawani To Jaadu Hai Tona Hai
Jalwon Mein Aandhi Hai
Aandhi Mein Toofaan Hai
Karde Na Mujhko Tabaah

Saari Ki Saari Hai Tu Golabari
Ki Mushkil Hai Khud Ko Bachaana

Maar Hi Na Daale
Meri Jaan Nikale
Uff Allah Bachaaye Mujhe
Haaye Tere Pyaar Se

Arey Jumme Ki Raat Hain
Chumme Ki Baat Hain
Allah Bacahaye Mujhe
Tere Vaar Se
Maana Tujh Mein Gazab Ka Nasha
Tujhpe Koi Bhi Hoga Fidaa
Lekin Naa Khel Dil Se Mere

Main To Dil Se Bhi Hoon Sirphira
Ek Main Baat Kahoon
Do Pal Saath Rahoon
Phir Main Agle Hi Pal Hoon Hawa

Kiya Jo Kuch Bhi Kahin
Mujhe Kuch Yaad Nahi
Karoon Main Kya Yeh Mujhe Tu Bata

Saari Ki Saari Hai Tu Golabari
Ki Mushqil Hai Khud Ko Bachaana

Maar Hi Na Daale
Meri Jaan Nikaale
Uff Allah Bachaaye Mujhe
Haaye Tere Pyar Se

Jumme Ki Raat Hain
Chumme Ki Baat Hain
Allah Bacahaye Mujhe
Tere Vaar Se

Hey
Jaanu Teri Main Bemaaniyan Haan
Chaahe Karle Tu Shaitaaniyaan
Zid Pe Ad Jaaungi Aaj Main
Ab Karungi Main Manmaaniyaan

Nazrein Tujhpe Meri
Le Loon Main Jaan Teri
Pichha Na Chhodun Tera
Main Yahaan

Pyaar Mein Dungi Sazaa
Mujhse Bachke Tu Dikha
Aaj Tu Jaane Waala Hai Kahaan

Saari Ki Saari Hai Tu Golabari
Ki Mushkil Hai Khud Ko Bachaana
Maar Hi Na Daale
Meri Jaan Nikaale
Uff Allah Bachaaye Mujhe
Haaye Tere Pyar Se

Arey Jumme Ki Raat Hain
Chumme Ki Baat Hain
Allah Bacahaye Mujhe
Tere Vaar Se

Wednesday, 2 April 2014

Gulcharrey ( Lyrics ) Movie : Bewakoofiyaan

Hayee
Phikron Ki Punchon Pe Hai
Patakhon Ki Ladi
Fitrat Patang Jaisi
Aawara Hai Badi
Hum Mein Toh Hi Hai Bacchu
Auqaat Enth Ki
Pango Se Pange Le Lein
Dikhaayein Hekdi

Saare Chichhoron Ko
Hum Hi Sikhaate Hain
Aishon Ki Kunji
Likhate Padhaate

Noton Ki Baarish Hai
Sikke Phoowaare Hain
Bheega Hai Saara Jahaan

Jebon Mein Bhare
Gulcharrey 

Rahisi Kare
Gulcharrey 
Show Sha Se Bhare
Gulcharrey 

Tadi Se Ude
Gulcharrey 
Ude Gulcharrey 

Hayee
Sapno Ke Posterwaa Bhai
Din Mein Bhi Dikhte Hain
Satrangi Packeton Mein
Market Mein Bikte Hain
Apna Bas Chale Toh Bhaari Si Sale Pe
Chanda Taare Na Chhode
Woh Bhi Khareed Lein

Betuki Baaton Ki
Tuk Hum Bana Lenge
Hum To Jee Bhai
Gham Bhi Khilli Uda Lenge

Hum Na Akele Hain
Apni Ye Saazish Mein
Shaamil Hai Saara Jahaan

Jebon Mein Bhare Gulcharrey 
Rahisi Kare Gulcharrey 
Show Shaa Se Bhare Gulcharrey 

Tadi Se Ude Gulcharrey 
Ude Gulcharrey 

Kal Ki Hum Abhi Soche Kyun
Jeene Ko Yeh Pal Kaafi Hai

Jo Din Hai Humne Dekha Nahi
Uspe Hum Kyun Bharosa Karein Hey
Sabhi Ko Chhodo Sab
Chutki Mein Milta Hai

Noodle Ke Jaise Sab
Minton Mein Pakta Hai
Dum Bhar Ki Khushiyaan Hain
Pal Bhar Mein Milti Hain
Maang Ke Dekho Zara

Jebon Mein Bhare
Gulcharrey 
Rahisi Kare
Gulcharrey 
Show Sha Se Bhare
Gulcharrey 
Tadi Se Ude
Gulcharrey
Ude Gulcharrey

Ooo Oooooo Yeh Bigda Hoon Mein Yun Thoda Tu Bhi Bigad Ja Are Aage Badhun Mein Thoda Tu Bhi Aage Badh Ja Aaj Niyat Thodi Hone De Kharab Si Dhikne Lagi Hai In Hawan Mein Sharab Si Sharab Si Sharab Si Sharab Si Sharab Si Sharab Si Sharab Si Sharab Si Sharab Si Saari Ki Saari Hai Jo Khumari Aa Dono Pile Lamhen Nashile Kare Hum Ko Yeh Bada Excite Ho Saari Night Besharmi Ki Height Ho Saari Night Besharmi Ki Height Ek Tu Ek Main Aur Ho Dim Dim Yeh Light Dil Yeh Gaayab Ho Gaya Hai Apni Jagah Se Jo Bhi Hua Hai Woh Hua Hai Teri Wajah Se Leni Hai Saanse Mujhe Ab Tere Sath Mein Kahin Bhi Leja Haath Leke Tere Haath Mein Haath Mein Haath Mein Haath Mein Saath Mein Saath Mein Saath Mein Hai Jawaani Kare Shaitani Is Umar Mein Dil Ke Safar Mein Kya Wrong Hai Kya Right Ho Saari Night Besharmi Ki Height Ho Saari Night Besharmi Ki Height Ek Tu Ek Main Aur Ho Dim Dim Yeh Light Ooo Oooooo

Dekha Tujhe Hai Jabse, Haaye Main To Hil Gaya
Lagta Hai Mere Seene Se Dil Nikal Gaya (X2)

Mummy Se Kya Daddy Se Bhi Milaaunga Tujhe
Arrey Jo Bhi Main Kahun Tujhe Lagta Hai Kyun Galat...
PALAT!

Tera Dhyan Kidhar Hai,Tera Hero Idhar Hai (X3)
Toh Palat~
Tujhe Itni Bhi Khabar Hai,Ke Tera Hero Idhar Hai
Tera Dhyan Kidhar Hai,Tera Hero Idhar Hai(X2)


Arrey Aah,Kahi Coffee Pilau Tujhe Main
Haan Ya,Koi Picture Dikhau Tujhe Main
Chal,Le Chalu Tukhko Aisi Jagah
O Meri Jaan-E-Jaan
Jahaan Humko Nahin,Ho Kisiki Khabar
Jahaan Laage Lage,Na Kisiki Nazar

Arrey Jo Bhi Main Kahun Tujhe Lagta Hai Kyun Galat...
Palat....

Tera Dhyan Kidhar Hai,Tera Hero Idhar Hai (X3)
Toh Palat~
Tujhe Itni Bhi Khabar Hai,Ke Tera Hero Idhar Hai
Tera Dhyan Kidhar Hai,Tera Hero Idhar Hai(X2)


Ho, Kehta Hai Kyun Mujhko Zamana
Arrey Haan,Nahin Asaan Hai Tujhko Paana
Aah,Tere Nakhre Uthaau Sanam
Mujhko Teri Kasam
Taang Du Chand Ko, Teri Khidki Pe Main
Taak Du Jaan Ko,Teri Kurti Pe Main

Arrey Jo Bhi Main Kahun Tujhe Lagta Hai Kyun Galat...
Arrey PALAT...
Tera Dhyan Kidhar Hai,Tera Hero Idhar Hai (X3)
Toh Palat Na~
Tujhe Itni Bhi Khabar Hai,Ke Tera Hero Idhar Hai
Tera Dhyan Kidhar Hai,Tera Hero Idhar Hai(X2)

Besharmi Ki Height ( Lyrics ) Movie : Main Tera Hero

Imaandari! Ki Bimaari

Imaandari Ki Bimaari
Chor Ke Aaja
Daur Ke Aaja

O Kare Dil Tujhko Invite
Ho Saari Night Besharmi Ki Height
Ho Saari Night Besharmi Ki Height

Ek Tu
Ek Main
Aur Ho Dim Dim Yeh Light

Ho Saari Night Besharmi Ki Height
Ho Saari Night Besharmi Ki Height

Ek Tu
Ek Main
Aur Ho Dim Dim Yeh Light
Ooo
Oooooo
Yeh Bigda Hoon Mein Yun
Thoda Tu Bhi Bigad Ja
Are Aage Badhun Mein Thoda
Tu Bhi Aage Badh Ja
Aaj Niyat Thodi Hone De Kharab Si
Dhikne Lagi Hai In Hawan Mein Sharab Si
Sharab Si Sharab Si Sharab Si
Sharab Si Sharab Si Sharab Si
Sharab Si Sharab Si

Saari Ki Saari
Hai Jo Khumari
Aa Dono Pile
Lamhen Nashile

Kare Hum Ko Yeh Bada Excite

Ho Saari Night Besharmi Ki Height
Ho Saari Night Besharmi Ki Height

Ek Tu
Ek Main
Aur Ho Dim Dim Yeh Light


Dil Yeh Gaayab Ho Gaya Hai
Apni Jagah Se
Jo Bhi Hua Hai Woh Hua Hai
Teri Wajah Se

Leni Hai Saanse Mujhe Ab Tere Sath Mein
Kahin Bhi Leja Haath Leke Tere Haath Mein

Haath Mein Haath Mein Haath Mein
Saath Mein Saath Mein Saath Mein

Hai Jawaani
Kare Shaitani
Is Umar Mein Dil Ke Safar Mein
Kya Wrong Hai Kya Right

Ho Saari Night Besharmi Ki Height
Ho Saari Night Besharmi Ki Height

Ek Tu
Ek Main
Aur Ho Dim Dim Yeh Light


Ooo
Oooooo

Tu Hi Hai Aashiqui ( Lyrics ) Movie : Dishkiyaoon

Tu Hi Hai Aashiqui
Tu Hi Awaaragi
Tu Hi Hai Zindagi
Tu Hi Juda

Tu Ibteda Meri
Tu Inteha Meri
Tu Hi Mera Jahaan
Tu Hi Juda

Tu Mere Rubaroo
Har Shay Mein Tu Hi Tu
Tu Pehli Aarzoo
Tu Hi Juda

Tu Hi Hai Aashiqui
Tu Hi Awaaragi
Tu Hi Hai Zindagi
Tu Hi Juda


Dil Ne Kahaa Tha Na Tadpega
Phir Aaj Dil Dhadke Kyun Jaaye

Khwaabon Ne Par Kiya Tha Khona
Phir Aaj Kyun Palat Woh Aaye

Tujh Mein Likha Hoon Main
Tujhse Juda Hoon Main
Tu Mera Rog Hai
Tu Hi Dawaa

Tu Hi Hai Aashiqui
Tu Hi Awaaragi
Tu Hi Hai Zindagi
Tu Hi Juda

Aadhi Hai Rehguzar
Aadha Hai Aasmaan
Aadhi Hai Manzilein
Aadha Hai Jahaan

Tera Hoon Jaan Le
Rooh Mujhse Baandh Le
Baanhon Mein Thaam Le
Kar De Zinda

Har Shay Mein Tu
Chappe Chappe Mein Tu
Khwahish Mein Tu
Kisse Kisse Mein Tu
Har Zidd Mein Tu
Fikron Zikron Mein Tu

Tu Hi Hai Aashiqui
Tu Hi Awaaragi
Tu Hi Hai Zindagi
Tu Hi Judaa

Saundhi Si Baatein Hai
Chahat Se Nate Hai
Rista Sukun Se
Phir Hai Juda

Phir Meethi Dhoop Hai
Phir Teri Chaun Hai
Apni Har Saans Tujhpe Du Loota

Rag Rag Mein Tu
Zarre Zarre Mein Tu
Nash Nash Mein Tu
Katre Katre Mein Tu
Tujhe Mein Hoon Main
Mujhe Mein Basi Hai Tu

Puri Hai Rehguzar
Pura Hai Aasmaan
Puri Hai Zindagi
Puri Hai Jahaan

Sang Tere Rasta
Sadiyon Ka Vasta
Phir Se Jeene Ki
Ek Tu Hi Vajah

Tuhj Mein Likhi Hoon Mein
Tujh Se Judi Hoon Mein

Tu Mera Rog Tu Hi Dawa

Tu Hi Hai Aashiqui
Tu Hi Awaaragi
Hum Aaj Humnashi
Abb Ho Zinda

Mast Kalander ( Lyrics ) Movie : Mast Kalander

Ahaan

Brothers For Life
Mika Singh
Yo Yo Honey Singh

Ho Lal Meri Pat
Rakhiyo Bala Jhoole Laalan
Lal Meri Pat
Rakhiyo Bala Jhoole Laalan
Sindhri Da
Sehvan Da 
Sakhi Shabaaz Kalander
Duma Dum Mast Kalander Ho
Ali Da Pehla Numberr Ho

Duma Dum Mast Kalander Ho
Sakhi Shabaaz Kalander Ho

Ho Lal Meri Pat
Rakhiyo Bhala Jhoole Laalan

Lal Meri Pat
Rakhiyo Bhala Jhoole Laalan

Sindhri Da
Sehvan Da
Sakhi Shabaaz Kalander

Duma Dum Mast Kalander
Allah Ho
Ali Da Pehla Number
Allah Ho
Dama Dam Mast Kalander
Allah Ho
Sakhi Shabaaz Kalander
Allah Ho

Ho Lal Meri Haaye Lal Meri

Mera Yaar Vi Tu
Mera Pyaar Vi Tu
Meri Jeet Vi Tu
Meri Haar Vi Tu
Mera Dil Da Ai Dildar Vi Tu
Mera Zindagi Pe Aitbaar Vi Tu

Mera Momin Tu
Mera Qaazi Tu
Mera Ruseya Tu
Mera Raazi Tu
Mera Aab Vi Tu
Mera Aatish Tu
Mera Dushman Tu
Mera Aashiq Tu

Mera Din Vi Tu
Meri Raat Vi Tu
Meri Rooh Vi Tu
Meri Zaat Vi Tu
Main Ton Door Vi Tu
Mere Saath Vi Tu
Iss Kaafir Di Auqaat Vi Tu

Allah Hu Allah Hu
Ho Char Chirag Tere Baran Hamesha
Char Chirag Tere Baran Hamesha
Panchva Mein Balan Aaiya Bhala Jhoole Laalan
Ho
Panchva Mein Balan Aaiya Bhala
Hoo
Panchva Mein Balan Aaiya Bhala Jhoole Laalan
Sindhri Da Sehvan Da Sakhi Shabaaz Kalander Ho
Duma Dum Mast Kalander Ho
Ali Da Pehla Number Ho
Duma Dum Mast Kalander Ho
Sakhi Shabaaz Kalander
Ho Lal Meri Haaye Lal Meri


Mera Yaar Vi Tu
Mera Pyaar Vi Tu
Meri Jeet Vi Tu
Meri Haar Vi Tu
Mera Dil Da Ai Dildar Vi Tu
Mera Zindagi Pe Aitbaar Vi Tu

Mera Momin Tu
Mera Qaazi Tu
Mera Ruseya Tu
Mera Raazi Tu
Mera Aab Vi Tu
Mera Aatish Tu
Mera Dushman Tu
Mera Aashiq Tu

Mera Din Vi Tu
Meri Raat Vi Tu
Meri Rooh Vi Tu
Meri Zaat Vi Tu
Main Ton Door Vi Tu
Mere Saath Vi Tu
Iss Kaafir Di Auqaat Vi Tu
Allah Hu Allah Hu

Ho Jhanan Jhanan Teri Nobat Baaje
Ho Jhanan Jhanan Teri Nobat Baaje
Naal Baje Ghadiyal Balaa Jhoole Lalan
Ho
Naal Baje Hooo
Naal Baje Ghadiyal Balaa Jhoole Lalan

Sindhri Da Sehvan Da Sakhi Shabaaz Kalander Ho
Duma Dum Mast Kalander Ho
Ali Da Pehla Number Ho
Duma Dum Mast Kalander Ho
Sakhi Shabaaz Kalander
Ho Lal Meri Haaye Lal Meri

Mast Kalander Mera Aatish Tu,
Mera Dushman Tu, Mera Aashiq Tu
Ali Da Pehla Number
Duma Dam Mast Kalandar

Mera Din Vi Tu
Meri Raat Vi Tu
Meri Rooh Vi Tu
Meri Zaat Vi Tu
Main Ton Door Vi Tu
Mere Saath Vi Tu
Iss Kaafir Di Auqaat Vi Tu
Allah Ho

Hulla Re ( Lyrics ) Movie : 2 States

Hulla Re 
Oye Oye
Hulla Re 
Oye Oye
Dulhan To Matching Dulha Re 
Hulla Re
Hai Saadi Akhan De Taare 
Hulla Re
Nagade Sang Shehnai‎ Shehnai‎
Pee Pee Baaje Re
Mohalle Saj Gaye Ne
Saj Gaye Ne
Saj Gaye Ne Chaubare
Hulla Re
Hulla Re

Haay Phoonk Tandoor Te Chulha Re 
Hulla Re
Dulhan Ko Matching Dulha Re 
Hulla Re
Ek Chhori Kataari
Munda Tezz Shikari
Rasme Tod Tad Ke Hungama Kar De

Kundli Ki Laqeeron Pe
Mohabbat Bhaari
Jumle Jod Jaad Ke Afsaana Padh De

Ho Aayi Saj Ke Dhaj Ke Toliyan
Te Naache Raj Ke Raj Dholiyan
Sang Sang Shehnai‎ Shehnai‎
Pee Pee Baaje Re
Mohalle Saj Gaye Ne
Saj Gaye Ne
Saj Gaye Ne Chaubare
Hulla Re
Oye Oye
Hulla Re

Umangein Jhoolein Jhoola Re Hulla Re
Dulhan To To
Hulla Re

Ab Dhol Khabbe Sajje
Sab Khol Ke Darwajje
Subah Ke Haathon Mehndi Lag Gayi

Banno Dulaari Dakhni
Banne Ke Tevar Makhni
Udte Naino Ki Dono Ko
Pasand Baazi Mehngi Pad Gayi

{Tamil}

Ho Aayi Saj Ke Dhaj Ke Toliyan
Te Naache Raj Ke Raj Dholiyan
Nagade Sang Sang Shehnai‎ Shehnai‎
Pee Pee Baaje Re
Mohalle Saj Gaye Ne
Saj Gaye Ne
Saj Gaye Ne Chaubare

Hulla Re
Hulla Re
Dulhan To Matching Dulha Re Hulla Re
Ho Saadi Akhaan De Taare Hulla Re
Hulla Re
Hulla Re
Oye Oye

Chaandaniya ( Lyrics ) Movie : 2 States

Tujh Bin Sooraj Mein Aag Nahi Re
Tujh Bin Koyal Mein Raag Nahi Re
Chandaniya To Barse
Phir Kyun Mere Haath Andhere Lagde Ne

Haan 
Tujh Bin Phaagun Mein Phaag Nahi Re
Haan 
Tujh Bin Jaage Bhi Jaag Nahi Re
Tere Bina O Mahiya Din Dariya
Rain Jazeere Lagde Ne

Adhoori Adhoori 
Adhoori Kahaani
Adhoora Alvida
Yunhi Yunhi Reh Na Jaaye
Adhoore Sada
Adhoori Adhoori 
Adhoori Kahaani 
Adhoora Alvida 
Yunhi Yunhi Reh Na Jaaye Adhoore Sada 
O Chandaniya To Barse
Phir Kyoon Mere
Haath Andhere Lagde Ne

Kedi Teri Naraazgi
Gal Sun Le Raaz Ki
Jism Ye Kya Hai Khokhli Seepi
Rooh Da Moti Hai Tu

Garaz Ho Jitni Teri
Badle Mein Jindari Meri
Mere Saare Bikhre Suron Se
Geet Piroti Hai Tu

O Mahiya Tere Sitam Tere Karam
Dono Lootere Lagde Ne

Tujh Bin Sooraj Mein Aag Nahi Re
Tujh Bin Koyal Mein Raag Nahi Re

Chandaniya To Barse
Phir Kyun Mere
Haath Andhere Lagde Ne

Adhoori Adhoori
Adhoori Kahaani
Adhoora Alvida
Yunhi Yunhi Reh Na Jaaye
Adhoore Sada

Adhoori Adhoori
Adhoori Kahaani
Adhoora Alvida
Yunhi Yunhi Reh Na Jaaye Adhoore Sada

Na Na Na Na Na Na
Phir Kyun Mere
Haath Adhere Lagde Ne
Tere Bina O Mahiya
Din Dariya Rain Jazeere Lagde Ne

Iski Uski ( Lyrics ) Movie : 2 States

Aa Aa Aah 
Hor Hor Wadhiya
Aa Aa Aah 
Hor Hor Wadhiya
Aa Aa Aah 
Hor Hor Wadhiya

Punjab Da Puttar
Hai Pind Jalandhar
Yaar Wai Wai
Ankhiyon Se Kill Karda

King Type Da
Hai Tang Life Da
Yaar Wai Wai
Khetan Vich Chill Karda
Do It My Way
Nahi Te Highway
Inko Farak Yaaron Ki Penda
Iski Uski Kaun Khiski
Yaaran Da Imaan Whisky

Uspe Chicken Ho Toh Hor Wadhiya
Pretty Pretty Face Jitthe
Jatta Always Utthe
Mamla Done Ho Toh Hor Wadhiya

Aa Aa Aah
Hor Hor Wadhiya
Aa Aa Aah
Hor Hor Wadhiya

Punjabi Idli
Na Pate Easily
Yaar Wai Wai
Ungli Pe Nachaundi Aye
Point Blank Te
Encounter Kardi
Yaar Wai Wai
Jab Lakk Matkandi Aye

Left Te Dinky
Right Te Pinky
Kudiyan Di Fashion Parade Lag Gayi
Iski Uski Kaun Khiski
Yaaran Da Imaan Whisky
Uspe Chicken Ho Toh Hor Wadhiya

Pretty Pretty Face Jitthe
Jatta Always Utthe
Mamla Done Ho Toh Hor Wadhiya

Aa Aa Aah
Hor Hor Wadhiya
Aa Aa Aah
Hor Hor Wadhiya

Haan Tu Te Punjabi Teri
Yun Na Baja Mundiya
Vaadon Mein Wazan Kitna Tere
Pehle Bata Mundiya Han Haan
Vaadon Mein Wazan Kitna Tere
Pehle Bata Mundiya

Ho Ho Ho Jatta Da Commitment
Legal Document
Stamp Mar Ke
Paper Vich Will Karda Oye

King Type Da
Hai Tang Life Da
Yaar Wai Wai Khetan Vich Chill Karda

Do It My Way
Nahi Te Highway
Inko Farak Yaaron Ki Penda
Iski Uski Kaun Khiski
Yaaran Da Imaan Whisky
Uspe Chicken Ho To Hor Wadhiya

Pretty Pretty Face Jitthe
Jatta Always Utthe
Mamla Done Ho To Hor Wadhiya
Mamla Done Ho To Hor Wadhiya

Ho Uspe Chicken Ho Toh Hor Wadhiya
To Hor Wadhiya
Mamla Done Ho To Hor Wadhiya
To Hor Wadhiya
Aa Aa Aah
Aa Aa Aah

Mast Magan ( Lyrics ) Movie : 2 States

Ishq Ki Dhuni
Roz Jalaaye
Uthta Dhuaan Toh
Kaise Chhupaaye

Hoon Aankhiyaan
Kare Jee Hajoori
Maange Hai Teri Manjoori

Kajra Siyaahi
Din Rang Jaaye
Teri Kastoori Rain Jagaaye

Man Mast Magan
Man Mast Magan
Bas Tera Naam Dohraaye  Man Mast Magan
Man Mast Magan
Bas Tera Naam Dohraaye

O
Chaahe Bhi Toh Bhool Na Paaye

Man Mast Magan
Man Mast Magan
Bas Tera Naam Dohraaye

Man Mast Magan
Man Mast Magan
Tera Naam Dohraaye
O.. Jogiya Jog Lagake
Makhra Rog Laga Ke
Ishq Ki Dhuni
Roz Jalaaye
Uthta Dhuaan Toh
Kaise Chhupaaye
Man Mast Magan
Man Mast Magan
Bas Tera Naam Dohraaye
Man Mast Magan
Man Mast Magan
Bas Tera Naam Dohraaye

Chaahe Bhi Toh Bhool Na Paaye
Man Mast Magan
Man Mast Magan
Bas Tera Naam Dohraaye

Man Mast Magan
Man Mast Magan
Tera Naam Dohraaye

O Odh Ke Dhaani
Reet Ki Chaadar
Aaya Tere Shehar Mein Ranjha Tera
Duniya Zamaana
Jhoota Fasaana
Jeene Marne Ka Waada Saancha Mera
Haan Sheesh Mehal Na
Mujhko Suhaaye
Tujh Sang Sookhi
Roti Bhaaye

Man Mast Magan
Man Mast Magan
Bas Tera Naam Dohraaye

Man Mast Magan
Man Mast Magan
Bas Tera Naam Dohraaye

O
Chaahe Bhi Toh Bhool Na Paaye
Man Mast Magan
Man Mast Magan
Bas Tera Naam Dohraaye
Man Mast Magan
Man Mast Magan
Tera Naam Dohraaye

Locha-E-Ulfat ( Lyrics ) Movie : 2 States

Ek Lauta Mera Dil Tha
Bhola Bhaala Simple Tha
Tujhse Main Takraya
Sarphira Ho Gaya

Mujhe Pyar Laga Jo
Tujhe Laga Bhai Chara
Armaan To Jaage
Main Magar So Gaya

Banke Museebat
Peeche Padi Hai
Yeh Comedy Hai
Ya Tragedy Hai

Ek Lauta Mera Dil Tha
Bhola Bhaala Simple Tha
Tujhse Main Takraya
Sarphira Ho Gaya

Mujhe Pyar Laga Jo
Tujhe Laga Bhai Chara
Armaan To Jaage
Main Magar So Gaya

Banke Museebat
Peeche Padi Hai
Yeh Comedy Hai
Ya Tragedy Hai