Wednesday, 2 April 2014

Chaandaniya ( Lyrics ) Movie : 2 States

Tujh Bin Sooraj Mein Aag Nahi Re
Tujh Bin Koyal Mein Raag Nahi Re
Chandaniya To Barse
Phir Kyun Mere Haath Andhere Lagde Ne

Haan 
Tujh Bin Phaagun Mein Phaag Nahi Re
Haan 
Tujh Bin Jaage Bhi Jaag Nahi Re
Tere Bina O Mahiya Din Dariya
Rain Jazeere Lagde Ne

Adhoori Adhoori 
Adhoori Kahaani
Adhoora Alvida
Yunhi Yunhi Reh Na Jaaye
Adhoore Sada
Adhoori Adhoori 
Adhoori Kahaani 
Adhoora Alvida 
Yunhi Yunhi Reh Na Jaaye Adhoore Sada 
O Chandaniya To Barse
Phir Kyoon Mere
Haath Andhere Lagde Ne

Kedi Teri Naraazgi
Gal Sun Le Raaz Ki
Jism Ye Kya Hai Khokhli Seepi
Rooh Da Moti Hai Tu

Garaz Ho Jitni Teri
Badle Mein Jindari Meri
Mere Saare Bikhre Suron Se
Geet Piroti Hai Tu

O Mahiya Tere Sitam Tere Karam
Dono Lootere Lagde Ne

Tujh Bin Sooraj Mein Aag Nahi Re
Tujh Bin Koyal Mein Raag Nahi Re

Chandaniya To Barse
Phir Kyun Mere
Haath Andhere Lagde Ne

Adhoori Adhoori
Adhoori Kahaani
Adhoora Alvida
Yunhi Yunhi Reh Na Jaaye
Adhoore Sada

Adhoori Adhoori
Adhoori Kahaani
Adhoora Alvida
Yunhi Yunhi Reh Na Jaaye Adhoore Sada

Na Na Na Na Na Na
Phir Kyun Mere
Haath Adhere Lagde Ne
Tere Bina O Mahiya
Din Dariya Rain Jazeere Lagde Ne

No comments:

Post a Comment