Wednesday, 2 April 2014

Gulcharrey ( Lyrics ) Movie : Bewakoofiyaan

Hayee
Phikron Ki Punchon Pe Hai
Patakhon Ki Ladi
Fitrat Patang Jaisi
Aawara Hai Badi
Hum Mein Toh Hi Hai Bacchu
Auqaat Enth Ki
Pango Se Pange Le Lein
Dikhaayein Hekdi

Saare Chichhoron Ko
Hum Hi Sikhaate Hain
Aishon Ki Kunji
Likhate Padhaate

Noton Ki Baarish Hai
Sikke Phoowaare Hain
Bheega Hai Saara Jahaan

Jebon Mein Bhare
Gulcharrey 

Rahisi Kare
Gulcharrey 
Show Sha Se Bhare
Gulcharrey 

Tadi Se Ude
Gulcharrey 
Ude Gulcharrey 

Hayee
Sapno Ke Posterwaa Bhai
Din Mein Bhi Dikhte Hain
Satrangi Packeton Mein
Market Mein Bikte Hain
Apna Bas Chale Toh Bhaari Si Sale Pe
Chanda Taare Na Chhode
Woh Bhi Khareed Lein

Betuki Baaton Ki
Tuk Hum Bana Lenge
Hum To Jee Bhai
Gham Bhi Khilli Uda Lenge

Hum Na Akele Hain
Apni Ye Saazish Mein
Shaamil Hai Saara Jahaan

Jebon Mein Bhare Gulcharrey 
Rahisi Kare Gulcharrey 
Show Shaa Se Bhare Gulcharrey 

Tadi Se Ude Gulcharrey 
Ude Gulcharrey 

Kal Ki Hum Abhi Soche Kyun
Jeene Ko Yeh Pal Kaafi Hai

Jo Din Hai Humne Dekha Nahi
Uspe Hum Kyun Bharosa Karein Hey
Sabhi Ko Chhodo Sab
Chutki Mein Milta Hai

Noodle Ke Jaise Sab
Minton Mein Pakta Hai
Dum Bhar Ki Khushiyaan Hain
Pal Bhar Mein Milti Hain
Maang Ke Dekho Zara

Jebon Mein Bhare
Gulcharrey 
Rahisi Kare
Gulcharrey 
Show Sha Se Bhare
Gulcharrey 
Tadi Se Ude
Gulcharrey
Ude Gulcharrey

No comments:

Post a Comment